Is Shahar mein jeene ke andaaz niraale hain – Javed Akhtar

Is Shahar mein jeene ke andaaz niraale hain

इस शहर में जीने के अंदाज़ निराले हैं,
होंटों पे लतीफ़े हैं आवाज़ में छाले हैं
~ज़ावेद अख़्तर

Is Shahar mein jeene ke andaaz niraale hain,
hoton pe lateefe hain awaaz mein chhale hain!
— Javed Akhtar

Tum apne logo se yun milte ho – Sarwat Hussain

तुम अपने लोगों से यूँ मिलते हो जैसे उन लोगों से मिलना फिर नहीं होगा _सरवत हुसैन

तुम अपने लोगों से यूँ मिलते हो,

जैसे उन लोगों से मिलना फिर नहीं होगा

~सरवत हुसैन

Tum apne logo se yun milte ho…
Jaise un logo se milna fir hoga nahi!!

— Sarwat Hussain

Wo mujhe chhod ke ek shaam gaye the…

वो मुझे छोड़ के इक शाम गए थे,

ज़िंदगी अपनी उसी शाम से आगे न बढ़ी

~हकीम नासिर

Wo mujhe chhod ke ek shaam gaye the,
Zindagi apni usi shaam se aage na badhi!


One of the famous poet & hakeem, Hakeem Nasir famous hear touching shayari : Wo mujhe chhod ke ek shaam gaye the. Hindi Shayari, Love Shayari

Ab ke hum bichde to shayad kabhi…

अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख़्वाबों में मिलें,

जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिलें

Ab ke hum bichde to shayad kabhi khwaab mein milein,
Jis tarah sookhe huye fool kitaabon mein milein